Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKalyanji Anandji
HomeKalyanji Anandji
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kuchh ladke kuchh ladkiyon ki huyi ikatthi bheed aisa na ja naach ke bhaiya ho gayi mann ko peed ho gayi mann ko peed huya dil bada udaasa baap bajaaye saaz to bitiya hai rakaasa ye naach waach kya hai idi appa idi appa idi appa papa idi appa idi appa yaa ye naach waach kya hai ye kya gaana bajaana kuchh paaglon ne mehfil bana di paagal khaana idi appa idi appa idi appa papa idi appa idi appa yaa ye naach waach kya hai ye kya gaana bajaana kuchh paaglon ne mehfil bana di paagal khaana ye naach waach kya hai bada kasht dete ho patli kamar ko haay patli kamar ko zara dekhiye aap apni umar ko haay apni umar ko use naach kahiye use naach kahiye jo madhosh kar de bichhade jameen pe sabhi ki nazar ko sabhi ki nazar ko ye naach gaana humko aisa lagta hai jaise deewaanon ka aapas mein bair ho puraana ye naach waach kya hai sharam karo doob maro sharam karo doob maro mohabbat kanhaiyaa se raadha ne ki thi mohabbat kanhaiyaa se raadha ne ki thi magar us mohabbat mein kya
ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi pyaasi naa guzar jaaye tum baahon mein aa jaao tum baahon mein aa jaao yaa waqt thehar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi nayi yaad dil ko jalaane lagi hai machalnaa sikhaane lagi hai jawaan pyaar kaaboo mein kaise rahega ke angdaayi aane lagi hai ye palken uthaao ye nazren milaao masti bikhar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi kayi rang dekhe tumhaare labon mein kaho to koi hum chura len zara shokh karlen ye saada saa jeevan jawaani ko rangeen banaa len ye aankhen naa phero ye zulfen bikhero duniyaa sanwar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi pyaasi naa guzar jaaye tum baahon mein aa jaao tum baahon mein aa jaao yaa waqt thehar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi
ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji mujhe tum jo mile saari duniya mili meri preet aaj hansi chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji saamne ho tum to ankhein hain nashe mein choor de ke banhon ka sahara le chalo kahin door aaj har ek cheez mein hai aaj har ek cheez mein hai rang aur dilkashi chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji aaaa keh rahi hain hamse lehren thaam lo patwaar saath ho jo tum hamare ja lagenge paar pyaar mein jo tum mile ho pyaar mein jo tum mile mujhe mil gayi zindgi bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji chhed di moujon ne meri zindagi ki dhun hans ke tum bolo balam to jhoomta hai mann teri muskaanon se mere teri muskaanon se mere geet ki dhun saji chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji mujhe tum jo mile saari duniya mili meri preet aaj hansi kuchh bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji
ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa basne lage aankhon mein kuchh aise sapne basne lage aankhon mein kuchh aise sapne koi bulaaye jaiseeee nainon se apne nainon se apne ye samaa samaa hai deedaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa hmm hmm hmm hmmmmmm hmm hmm hmm hmmmmmm mil ke khayaalon mein hi apne balam se mil ke khayaalon mein hi apne balam se neend ganwaali apni maine kasam seeeeee maine kasam se ye samaa samaa hai khumaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
bhatakte dekhe hain lakhon mulla karodon pandit hazaron siyane jo khoob socha samjh mein aaya khuda ki baatein khuda hi jane aake duniya mein bashar kaam karna hai jo kar aake duniya mein bashar kaam karna hai jo kar saaf neeyat hai agar phir na anjaam se dar jane padti hai kidhar uski rehmat ki nazar jane padti hai kidhar uski rehmat ki nazar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar dekhte dekhte kyun khel bigad jate hain dekhte dekhte kyun khel bigad jate hain kyun baharon mein bhare baag ujad jaate hain pyaar se pala jinhe apna lahu de de kar usi dali se wohi phool bichhad jate hain kisi zaalim ka base ee kisi zaalim ka base lute mazloom ka ghar lute mazloom ka ghar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar wo jo chahe to bura waqt bhi tal sakta hai wo jo chahe to bura waqt bhi tal sakta hai wo hi kismat ki lakeeron ko badal sakta hai jaat par uski bharosa hai to bande
ye vaada karen jahaan bhi rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen kitna hasin ye sapna hai mera main bhi hoon teri dil bhi hai tera kitna hasin ye sapna hai mera main bhi hoon teri dil bhi hai tera dil ko mila hai dil ka sahaara saath na toote ab ye humaara muskuraa ke qadam hum mila ke chalen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen gul hain hazaaron is gulsitaan mein tujhsa na koi saare jahaan mein gul hain hazaaron is gulsitaan mein tujhsa na koi saare jahaan mein tumse mohobbat meri hui hai tum jo mile ho duniya mili hai har zamaane ki nazren bacha ke chalen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen aaaa aaaa aaaa aaaaaaa
tere siwa na kisi ka banuga tere siwa na kisi ka banuga khoon e jigar se ye likh ke main dunga ye waadaaaaa ye wadaa raha dilruba ye wadaa raha dilruba kadmon mein tere jannat hain meri ho ke rahungi hamesha main teri ye waadaaaaa ye wadaa raha saajnaa ye wadaa raha saajnaa aayenge mausammmm aayenge mausam jaayenge mausam humko sada saath paayenge mausam koi saaz badle koi raag badle naa badlegi apne muhabbat ki sargam har saans meri tere liye hai har saans meri tere liye hai ye wadaa raha saajnaa ye wadaa raha saajnaa tere siwa na kisi ka banuga khoon e jigar se ye likh ke main dunga ye waadaaaaa ye wadaa raha dilruba ye wadaa raha dilruba aawaaz de keeee aawaaz de ke jo roke zamana zamane ki baaton mein hargiz naa aana ankhon mein aankhen baahon mein baahen daale huye saath chalte hi jaana tera pyaar hi to meri zindagi hai tera pyaar hi to meri zindagi hai ye wadaa raha dilruba ye wadaa raha dilruba kadmon mein tere jannat hain meri ho ke rahungi hamesha main
Ye Zindagi Ek Jua Hai
la la la la vi ra ra ra lal lal la yeh mera dil yaar ka deewana deewana deewana pyaar ka parwaana aata hai mujhko pyaar mein jal jaana mushkil hai pyaare tera bachke jaana yeh mera dil yaar ka deewana yeh mera dil yaar ka deewana dil woh chaahe jisse chaahe jisse usse paaye pyaar woh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye dil woh chaahe jisse chaahe jisse usse paaye pyaar woh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye jaan ke badle mein jaan loon nazraana yeh mera dil yaar ka deewana deewana deewana pyaar ka parwaana pal pal ek halchal dil mein ek toofaan hai aane ko hai woh manzil jiska mujhe armaan hai pal pal ek halchal dil mein ek toofaan hai aane ko hai woh manzil jiska mujhe armaan hai bhoolega na tujhe dil ka yeh takraana yeh mera dil yaar ka deewana deewana deewana pyaar ka parwaana aata hai mujhko pyaar mein jal jaana mushkil hai pyaare tera bach ke jaana yeh mera dil yaar ka deewana yeh mera dil yaar ka deewana
hey yeh pal chanchal kho na dena kahin o deewaane hey roz roz aate nahin aise mauke dil ko lubhane saaqi bhi hai jaam bhi hai rangon bhari shaam bhi hai dekh mauqa jaaye na nikal heyyy yeh pal chanchal kho na dena kahin o deewaane ang ang pe chhalke kapuri aankh mila kar peele aankh mila kar peele aaj husn par marne ka mausam mujhpe markar jeele mujhpe markar jeele masti hoon main jawaani hoon main tere liye deewaani hoon main aa meri baanhon mein machal hoo hooo ha haa haaaa aye aye zara jaan e jaanaa aaya tera asli deewaana tere mere pyaar ka tamaasha ab dekhega zamaana naachegi tu nachaayunga main tadpegi tu tadpaayunga main dekh zara mujhse sambhal la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la laaa he he he he he he main hoon shama mera kaam jalaana aag ki dhaar pe chalna aag ki dhaar pe chalna peechhe jalegaa yeh parwaana pehle hai tujhko jalna pehle hai tujhko jalna tune mujhe abhi jaana nahin are tune mujhe abhi jaana nahin tune bhi to
yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan baadal se barse nasha chhaane lagi bekhudi jaane humein kis jagah leke chali zindagi chalte chale hum koi nahin ghum mauj karen hum matwale chalte chale hum koi nahin ghum mauj udaayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar paani pe kirnen nahin roop ki yeh aag hai lehron ke sangeet mein chahat ka ek raag hai main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoom ke ab toh lehra le main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoomte jayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa
yeh vaada karo na royogi tum yeh vaada karo na royogi tum agar ho bhi jaaun main tumse juda agar ho bhi jaaun main tumse juda wafaaon ki tumko kasam hai sanam kaho tumne waada kiya yeh vaada karo na royogi tum apni mohabbat ki khushbu hawaon mein hai main khush hoon ki tum meri baahon mein ho milan ki ghadiyaan kitni haseen hoti hain hain na haan magar kitni kam yaad tumhaari tadpayegi tadpan aansoo ban jayegi tumko kasam hai aansu baha ke judayi ka shikwa na karna yaadon mein meri aahein bhar ke mohabbat ko ruswa na karna yeh vaada karo na royogi tum agar ho bhi jaaun main tumse juda sambhalne se bhi dil sambhale nahin kahun kaise waada kiya yeh vaada karo na royogi tum doobta suraj bhi kitna khoobsurat lagta hai haan magar iske baad andhera chha jaayega main waqt ke kadmon ko rok lunga waqt wo to humein bahut peechhe chhod gaya dhadkan dil pe chot karegi saans bhi tan ko bojh lagegi bojh ghamon ka sehke bhi tum mere liye jee lena dard mein doobi saanson se tum
danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar yudh kar yudh kar yudh kar aahaaa ha ha ha ha ha haaa danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai hooo krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar danke pe chot padi hai haa saamne fauj khadi hai ho krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar hooohooo ooo hooo ooo oo sadiyo pahle ki ye kahani aaj zubaan par aayi hai aaj zubaan par aayi hai aaj ki raat na jane kya ho shaam khabar ye layi hai shaam khabar ye layi hai tere imtihaan ki ye ghadi hai saamne maut khadi hai tere imtihaan ki ye ghadi hai saamne maut khadi hai hoo krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar hoohooo ooo ooo ooo oo duniya wale tab jhukte han pyaar ki
yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho roz aati ho tum khayalon mein roz aati ho tum khayalon mein zindagi mein bhi meri aa jaao beet jaaye na ye sawalon mein iss jawani pe kuch taras khao haale dil samjho sanam haale dil samjho sanam kahenge munh se na hum humari bhi koi maryada hai adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho bholepan mein hai wafaa ki khushboo bholepan mein hai wafaa ki khushboo tujh pe sab kuch na kyun lootaun main mera betaab dil ye kehta hai tere saaye se lipat jaaoon main mujhse ye mail tera mujhse ye mail tera na ho ik khel tera ye karam mujh pe kuch zyaada hai yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin ban gayi ho meri sada ke liye ban
Yun Na Akadiye Yun Na Bigadiye
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi aansoon ban ke main kabhi aankh se naa beh sakun munh se kuchh naa keh sakun aur chup na reh sakun itne ghum na de mujhe main na jinko seh sakun meri khushiyaan kya huyi kuchh hisaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi apne aap se khafa kar diya naseeb ne mujhko apno se juda kar diya naseeb ne har dua ko badduaa kar diya naseeb ne chhin gaye hain mujhse jo waapas wo khaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin hai ye kaisi dagar chalte hain sab magar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ko bahut pyaar humne diya aa aa maut se bhi muhabbat nibhaayenge hum rote rote zamaane mein aaye magar hanste hanste zamaane se jaayenge hum jaayenge par kidhar hai kise ye khabar koi samjha nahin koi jaana nahin aise jeevan bhi hai jo jiye hi nahin jinko jeene se pehle hi maut aa gayi phool aise bhi hain jo khile hi nahin jinko khilne se pehle khizaa kha gayi hai pareshaan nazar thak gaye chaar agar koi samjha nahin koi jaana nahin
zindagi kya hai hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat kuchh dekhe aur kuchh andekhe sapnon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat kaun kahan par mil jaaye aur kaun kahan kho jaye kaun kahan kho jaye karwat badle waqt ye aise kya se kya ho jaye kya se kya ho jaye ghum ke mod pe aa kar thahre khushiyon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baaraat zakhmon ki baraat aisi bhi hoti hain dil mein dard bhari kuchh yaadein dard bhari kuchh yaadein dil machle to ban jaati hain honthon par fariyaden honthon par fariyaden aur duniya ye samjhe ye hai nagmon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat zakhmon ki baraat zakhmon ki baraat
jaane kaun hawaaa ka jhoonka jeevan yahan badal jaaye jaane kab koi hatyara walmiki ban jaye zindagi naam hai waqt ki maar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka raah sachchai ki mushkilon se bhari par na saahas ruka aur na himmat dari yuhi tapkar sabhi paap jal jayenge pehle kante to chun phool mil jayenge rasta hai yahiiii rasta hai yahi tere uddhar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka dard se jo mile wo khushi hai teri aansuon se khile wo hansi hai teri dekh mausam naya rang lane laga phool khilne lage waqt bhane laga roop hoga nayaaaa roop hoga naya tere sansaar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka
zindagi to bewafaa hai ek din thukraayegi zindagi to bewafaa hai ek din thukraayegi maut mehboobaa hai maut mehboobaa hai apne saath le kar jaayegi mar ke jeene ki adaa jo duniyaan ko sikhlayega wo muqaddar ka sikandar wo muqaddar ka sikandar jaaneman
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Nach Wach Kya Hai Ek Hasina Do Diwane (1972) 06:29 19826
 
Poster of Ek Hasina Do Diwane (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:29   Song Number : 19826   

Ye Raat Hai Pyaasi Chhoti Bahu (1971) 03:43 15108
 
Poster of Chhoti Bahu (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:43   Song Number : 15108   

Ye Sama Ye Khushi Ghar Ghar Ki Baat (1959) 04:20 37496
 
Poster of Ghar Ghar Ki Baat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Azra, suresh
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:20   Song Number : 37496   

Ye Samaa Samaa Hai Jab Jab Phool Khile (1965) 03:18 21455
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 21455   

Ye To Allah Ko Khabar Katilon Ke Kaatil (1981) 06:22 36637
 
Poster of Katilon Ke Kaatil (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:22   Song Number : 36637   

Ye Waada Karen Jahaan Bhi Rahen Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960) 03:32 40763
 
Poster of Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
K L Pardeshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Kumkum, Dharmendra
Duration : 03:32   Song Number : 40763   

Ye Wadaa Professor Pyarelal (1981) 04:47 18548
 
Poster of Professor Pyarelal (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 04:47   Song Number : 18548   

Ye Zindagi Ek Jua Hai Nalayak (1979) 03:54 40977
 
Poster of Nalayak (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 03:54   Song Number : 40977   

Yeh Mera Dil Yaar Ka Deewana Don (1978) 04:12 21451
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:12   Song Number : 21451   

Yeh Pal Chanchal Kalicharan (1976) 05:06 40907
 
Poster of Kalicharan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Helen
Duration : 05:06   Song Number : 40907   

Yeh Sama Hai Mera Samrat Chandragupta (1958) 03:15 37793
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nirupa Roy
Duration : 03:15   Song Number : 37793   

Yeh Vaada Karo Haadsaa (1983) 05:40 37952
 
Poster of Haadsaa (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Ranjeeta Kaur, Akbar Khan
Duration : 05:40   Song Number : 37952   

Yudh Kar Yudh Kar Yudh (1985) 06:48 32296
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Tina Munim
Duration : 06:48   Song Number : 32296   

Yuhin Tum Mujh Se Baat Sachaa Jhutha (1970) 04:21 18036
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj, Vinod Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 18036   

Yun Na Akadiye Yun Na Bigadiye Sunehri Nagin (1963) 03:55 37961
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Helen, Sheela Kashmeeri
Duration : 03:55   Song Number : 37961   

Zindagi Aye Zindagi Yudh (1985) 03:39 18398
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 03:39   Song Number : 18398   

Zindagi Ka Safar Safar (1970) 04:08 21503
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:08   Song Number : 21503   

Zindagi Kya Hai Faraar (1975) 04:09 36421
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:09   Song Number : 36421   

Zindagi Naam Hai Hatyara (1977) 03:54 32530
 
Poster of Hatyara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Vishveshwar Sharma
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:54   Song Number : 32530   

Zindagi To Bewafaa Hai Muqaddar Ka Sikandar (1978) 02:15 13804
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 02:15   Song Number : 13804   
Karaoke Songs of Kalyanji Anandji, Sad Songs of Kalyanji Anandji, Love Songs of Kalyanji Anandji, Dance Songs of Kalyanji Anandji, Hip-hop songs of Kalyanji Anandji, Best songs of Kalyanji Anandji, Super hit songs of Kalyanji Anandji, hit songs of Kalyanji Anandji, duet songs of Kalyanji Anandji, solo songs of Kalyanji Anandji, old songs of Kalyanji Anandji, famous songs of Kalyanji Anandji, Hindi Karaoke Songs of Kalyanji Anandji, Hindi Sad Songs of Kalyanji Anandji, Hindi Love Songs of Kalyanji Anandji, Hindi Dance Songs of Kalyanji Anandji, Hindi Hip-hop songs of Kalyanji Anandji, best Hindi songs of Kalyanji Anandji, super hit Hindi songs of Kalyanji Anandji, hit Hindi songs of Kalyanji Anandji, duet Hindi songs of Kalyanji Anandji, solo Hindi songs of Kalyanji Anandji, old Hindi songs of Kalyanji Anandji, famous Hindi songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Sad Songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Love Songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Dance Songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Hip-hop songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Best songs of Kalyanji Anandji, Sing Along Super hit songs of Kalyanji Anandji, Sing Along hit songs of Kalyanji Anandji, Sing Along duet songs of Kalyanji Anandji, Sing Along solo songs of Kalyanji Anandji, Sing Along old songs of Kalyanji Anandji, Sing Along famous songs of Kalyanji Anandji